Boss k agy jukha to b nahe main b nahe
is liye Phoola Phala to b nahe main b nahe
meri neyat b buri hai teri neyat b buri
dounoun khoty hain khara to b nahe main b nahe
hai yh he behtar na tang apni arain darmiyan
waqay say ashna to b nahe main b nahe
aayoo hm dhanda karain dounoun siyasat ka niyaz
gaoun main parha to b nahe main b nahe







LinkBack URL
About LinkBacks
Quote




Bookmarks