Khuwab Nagar Ke Aasman Mein
Urrtey Urrtey Thak Gaya Hoon
Raah Bhatak Gayya Hoon
Aaye Koi Saath Chaley
Manzil Miley Na Miley
Kisi Tor Safar To Kattey
Tanhai Ka Asaib Taley
Puzmurda,
Weeraan Aankhon Mein
Umeed Ka Diya Jaley
Jeeney Ka Hosala Miley
Aaye Koi Saath Chaley
Khuwab Nagar Ke Aasman Mein
Urrtey Urrtey Thak Gaya Hoon
Raah Bhattak Gaya Hoon .....!!!







LinkBack URL
About LinkBacks
Quote





Bookmarks