Assalamo alaikum doston
eik song jiska naam hai
Raat din tujhko mein yaad karti hoon
yeh song mujh se kisi ne maanga hai
aur mein ise do din se search kar raha hoon
per mujhe nahin mil rahi plz aap loug kuch kar dein ab
This is a discussion on i need this song within the Help forums, part of the ISSUES category; Assalamo alaikum doston eik song jiska naam hai Raat din tujhko mein yaad karti hoon yeh song mujh se kisi ...
Assalamo alaikum doston
eik song jiska naam hai
Raat din tujhko mein yaad karti hoon
yeh song mujh se kisi ne maanga hai
aur mein ise do din se search kar raha hoon
per mujhe nahin mil rahi plz aap loug kuch kar dein ab
OK, I found it
This song is taken from Film Anari, Hero Venkatesh, Heroine Krishma Kapoor
and song starting lyrics is
"Payar Ma Dil day Diya ma nay Tujh Ku Dil Jani
Dewani ma Dewani, Dewani Ma Dewani
Payar Ma Dil Diya Ma tukjh ku Dil Janaa
Dewana Ma Dewana, Dewana Ma Dewana
Raat Din Tujhko Ma Yaad Kerti Hoo,
Ho Juda na Hum Faryad kerti Hoo
Dirf Tera Khwab Hy meri dono Ankhon Ma
Choo K dahaikh lay xara Ty Bassa hay Sansoo Ma
Bin Banaye Bun Gaya Tera Mera Afsana
Dewana Ma Dewana, Dewana Ma Dewana
Samany Tery Iqrar Kerta hoon
Her Gari Tera Deedar Kerta Hoo
Ba Qarai Payar ki aur koe janay na
aub meri dewanagi baat meri koe manay na
Khatam hogi na khabi apni yeah prem Khahani
Dewani ma Dewani, Dewani ma Dewani
Last edited by Hans_Mukh; 3 Weeks Ago at 11:53 AM.
lo g HM bhai ny problem solve kr di....
so much thanks to Bahaar sis and Sajdi bhai jan
aap dono ne same songs diye aur bilkul sahi wale diye
kisi ne bade dil se maanga tha yeh gaana aur bade shiddat
se mujhe achha khaasa paka bhi diya tha is gaane ke liye
aur baaqi tamaam doston ka bhi shukria
lo ji mil gya aapka song...![]()
Bookmarks