Assalamo alaikum doston
eik song jiska naam hai
Raat din tujhko mein yaad karti hoon
yeh song mujh se kisi ne maanga hai
aur mein ise do din se search kar raha hoon
per mujhe nahin mil rahi plz aap loug kuch kar dein ab
This is a discussion on i need this song within the Help forums, part of the ISSUES category; Assalamo alaikum doston eik song jiska naam hai Raat din tujhko mein yaad karti hoon yeh song mujh se kisi ...
Assalamo alaikum doston
eik song jiska naam hai
Raat din tujhko mein yaad karti hoon
yeh song mujh se kisi ne maanga hai
aur mein ise do din se search kar raha hoon
per mujhe nahin mil rahi plz aap loug kuch kar dein ab
kis movie ka hai ya kis singer ka hai?
Dil mera tor dea khushi ne bura kyon manoooo
Yeah wala song kahan se download keron![]()
Actually google pe ye search karne se kaafi results aaye but kisi b song ki lyrics main ye line sun'ne ko nai mili![]()
Good Job Nelli
.
ye to beech ki lines hi lag rahi hain saif...tum 1st line pata karo tab hi milega ye song...
is song k starting bol hay dewana dewana and i think its form dewana film
aur jo bol Saif bhai nay likhy wo kuch is tarah ada kiye gaya hya
raat din tujho ku ma yaad kerta hoon
hoo juda na hum faryaad kerta hoo
beqarai payar ki aur koe janay na
bin banaye bun gaya matera dewana
deawan ma deawana
dewani ma dewani
check it
wah big b to baray tez niklay hamaray..........lolzzzzzzz
Aray taiz nahi man mouji bolo, dil nay chaha tu ga liya warana chor diya
right ye beech ki line lgti hai coz first line ho to song 1 second main mil jaye....
Saifooooo Bhayya here ur requirement
I was also looking for a song which i could not find.. but now I don't even remember which song I was looking for... :S
Bookmarks