mera ji hai jab tak teri justaju hai
zaban jab talak hai yahi guftagu haiKhuda jane kya hoga anjam is ka
main besabar itna hun wo tund khu haitamana hai teri agar hai tamana
teri arzu hai, agar arzu haikiya sair hamne gulzar-e-duniya
gul-e-dosti main ajab rang-o-bu haiganimat hai ye did wa did-e-yaran
jahan mund gayi ankh, main hun na tu hainazar mere dil ki pari "dard" kis par
jidhar dekhta hun wahi ru-ba-ru hai







LinkBack URL
About LinkBacks
Quote


Bookmarks