sunty the darindagi ke bary me magar darindagi kia hoti he allah ka shukar he pakistanio ne dikha di aesy hoty he darindy pata nahi hamry zamir he bhi ya nahi ham muslaman bhi he ya nahi nabi SAW ne farmaya ke muslaman os waqt tak mumen nahi hota jab tak ke dosry muslman ke lie otna acha na chahy jita apny lie kia jinhu ne un ko itna maar maar maar ke chaery bhi beghar diye kia wo khud ko ek soi jitni takleef de sagty he kabhi nahi khuda ne insaan ko banaya farishto se sajda karwaya yahi he wo insaan ?????khuda ne jab insaan ko peeda kia pardy me kia maa ke peet me 9 maheeny os ki ek ek cheez saja ke banaya achy shakl or suraat or khuda ki banay howy insaan ko darino ne kesa begara ye dekh hi lia ap logo ne aram mulko me jab imaam masjid taraweeh khatam karty he bacha bacha bhagta he os ke hath choomty he dari choomty he sar ehteraam se chooty he or hamary pakistaanio ni kia qadar ki imaam ki oshafiz y quraan ki bacha bacha apna gossa nikaal rahay he on ki maao ko bhaga ke ly gay thy na wo is lie jo maar rahy he lagta he on ki apni awlaad nahi he on ki bivion ne kisi or jagah se muo kala karky peeda kiye hongy kio ke agar on ki apni awlaad hoti kabhi aesa nahi karty awlaad waly awlaad ka dardsamajhty he
mujhy yaqeen he jo qatal on logo ka howa unho se hi howa ye bechary wo qatal dekh ke dar ke bhag gay or un logo ne ye socha ye to hafiz quraan he seedhy sady he ye to sach bata dengy wo apny ap ko bachany le lie in ko aese mara aesy maara allah maaf kary or nabz chez ki kahi agar zinda he to hum pans jay gy dua kary um bechary mazloom rozy daar hafiz quraan or shaheedo ke lie khuda unhy jannat alfirdoos aata kary aameeeeeeeeeeeeen







LinkBack URL
About LinkBacks
Quote

v, v, sad,,,

Bookmarks