Unsa y Bichray Dil ko Ujray Barso Beet Gaye
Ankhoo Ka Ye Hall Abhi Tak Kal Ki Baat Lagay
This is a discussion on A huge collection of Ashars within the Sheer-o-Shayari forums, part of the SHAYARI category; Unsa y Bichray Dil ko Ujray Barso Beet Gaye Ankhoo Ka Ye Hall Abhi Tak Kal Ki Baat Lagay...
Unsa y Bichray Dil ko Ujray Barso Beet Gaye
Ankhoo Ka Ye Hall Abhi Tak Kal Ki Baat Lagay
Last edited by dream girl; 09-17-2009 at 05:19 PM.
khali hathon ko kabhi dekha hai faraz.
kis tarhan log lakiron se nikal jate hain.
Koi to mol lagaey meri saari hasti ka,
Kisi ki aankh k aasoo khareedny hain mjhe.......
Woh to mazdoor hai so jayega akhbaar bichhakar,
kuch log abhi gaddo'n pe jaag rahe honge..
Mujh Ko Maloom nAhi HusuN Ki "Tareef" Magar
Meri Nazron Mein Haseen Woh he Jo "TUM" Jaisa Ho ...
Is liya Koi Zada Dair Rukta Nahi Yahan
Loog Kehtay Hain Mere Dil Par Tera Saya Hai.....!!
Tum Agar Phool Ki Khushboo Na Rahe Mere Lien,
Men Bikhar Jaongi Khushbo-E-Pareshan Ki Tarah!!!
Mera Hath dekh Barahmna ! Mera Yar mujh se miley ga kab
tere Munh se nikley Khuda Kare , Issi Saal mein , Issi Maah mein
Muhabbat mit bhi sakti hay usay yeh bad gumani hay
Muhabbat zinda rehti hay mujay yeh khush gumani hay
mohbat ki hy dil ka dard say mamor ho jana,
mate-e-jan sonp kar kisi ko majbor ho jana.........!!
hakeekat zid kiye baithi hai chaknachur karne ko
magar har aankh phir sapna suhana dhoondh leti hai..
uthati hai jo khatra har kadam par doob jaane ka
wahi koshish samundar mein khazana dhoondh leti hai
bharosa jispe ho uss se tawaqqo koi mat rakhna
yahi ik saiba'n be saibani chhorh jata hai...........!!!
ki MOHAMMAD s.a.w say wafa tu nay tu HUM tere hyn,
yeh jahan cheez hy kia loh-0-kalam tere hyn............!!!
Bookmarks