Emoticons main Welcome aur to kay darmiaan gap yani space dena bhool gaay hain per bannar bohat pyara hai.
This is a discussion on Welcome Banner within the Suggestion & Issues forums, part of the ISSUES category; Emoticons main Welcome aur to kay darmiaan gap yani space dena bhool gaay hain per bannar bohat pyara hai....
Emoticons main Welcome aur to kay darmiaan gap yani space dena bhool gaay hain per bannar bohat pyara hai.
hmmm nice ... p sister tum galtiyaa achee pakar leytee hoo
Thanks bhai. Main Pakarti naheen mujhay nazar hi pehlay ghaltiaan ateen hain. Shayad Allah nain ankh main keeray nikalnay ki machine fit kia huwa hai.
Ghar main mujhay sub keer'ay baaz kahtay hain.
Karachi University kay H.E.J. kay library main rakhi gai aik adad book ki proof reading kar chuki hoon is liaay shayad adat si per gai hai.
hmmm to kabhi apnay andar ki galtiyaa per bhi nazar e sani karna app
Khud ki ghaltiaan khud ko thor'a hi nazar ateen hain.
Aap bataya karain meri ghaltiaan. I don't have mind to mind.
Waisay main jub spelling ki apni mistake daikhti hoon to daikh kar bhi chor' deti hoon kahili main kon sahi karay.
Per websites walon ki taraf say website pay koi ghaltiaan naheen honeen chahyay na bad impression parta hai visitors pay.
Posters ki ghaltian itni ziada ahmiaat naheen rakhteen.
Aap kahain to aap ki bhi ghaltiaan dikha doon. LOL
Thread Titles by any poster main bhi ghaltian naheen honi chahiaay agar koi karay to mod aur superman mod ka kaam hai durust karain per jub wo khud hi ghaltiaan karain to kon sahi karay this question just came in mind.
precious gr8 job dear![]()
lol... i like your khitab...keer'ay baaz
niwayz it will be fixed... or koi ghalti ho to please![]()
Mazaq aside ji main apni ghaltion pay bhi nazar sani karti hoon aur ghaltion ko sudharnay ki bhi koshish karti hoon. Haan yay aur baat hai jub khud apni koi ghalti samajh hi na aay kay ghalti hai to zahir hai jub koi bataay ga to pata chalay ga.
Jub koi meri ghalti batata hai to hargiz bura naheen manti aur ussay sudharnay ki koshish karti hoon.
Jaisay main pehlay bohat mazaq uraya karti thi doosron ka naheen sirf apnay bhai bahnon ka mazaq bhi bohat karti thi hansanay kay liay ammi ko bhi tung kia karti thi dara kar. Tunz bhi bohat kia karti thi jub chund aik logon nain nishandahi ki to main nain bikul chor' dia tunz karna. Mujhay samajh hi naheen ata tha.
Jub aik dafa tilawat cd main suna kay mazaq main logon ko hansanay walay pay Allah aur tamaam farishton ki lanat hai to main nain chor dia per abhi bhi kuch baqi hai koshish kar rahi hoon bilkul chor' doon.
Aur naheen likhti warna aap kaho gay bohat bolti hai.
Thanks for tareef.
Muslun kon si baat aap nain daikh jis per main amal naheen karti aur jo main nain naseehat ki ho zaroor batain I'll be thankful to you.
Kaheen per aisa kaha kuch main nain to post karain aur agar aap nain aisa samjha to batain kis baat aur amal say?
hmmm tum khuad goor karoo gi ann batoo per too zada bhatar hoga
any ways suggestion section hai yeh aur hum topic per baat
karahai too zada bhataar hoga
Bookmarks