This is a discussion on Media ka Bad Effect bacho Per within the Tafreeh forums, part of the TAFREEH POINT category; Pls scroll down to witness with your own eyes - - - - - - - - - - - ...
sharam KAroo Yaar .. Itna sa Bachey Ko Kya Akal Hogi Jo Who TV Par Yeh sab Dekhta Hoga Or Dekhta B Hoga Tu Os Ko Yeh sab Nahi Maloom Hoga .. Yeh sirf Ek Cute c Pic Hai Jo Tum Nai Yahan Post Kar diWho B Media Ko Baadnaam Karney K Chakar Main
![]()
hehe--
hehheh
Erre ye Guria too isski Maa ne issko di he.... ye media kaha se aa gia..........Usko tom koi Bandooq waghairaa do na phir deko......
Chalein ek Kahani soneinIndia main ek Dakoo tha Sultana Dako Buhat Khatarnak. Mager jab wo marne laga to us ne apni Maa ko bhi maar dia. Phir usne baataya ke... jab pehli dafaa wo koi cheez choora ker gher laya to uski maa ne usko nahi rooka eger wo uss waqt ussko rook deti to wo itna bara daako na banta.
Maashra sab se mil ker banta he. Bache bhi uss ka ek hissa hein, meger wo cheezo ko kis terhaan se samajhte hein ye jaanne ki zaroorat he. kahee ham apna saara system hi na taba ker baitein.
kehte hein..."Khilaao soone ka nawala, deko sher ki niga se".
Sorry its really a very very wrong concept.Its just a baby.....
How do u know........may be he(the baby)think that this doll is something to eat.He was just trying to take it in his mouth.
Just think abt it.
BAd very bad.
Every thing is not just like that as it seems to be.
koi baat nahi pari hoti rehti hai yaar..lolzzzzzzzzzz
Sun Lya Pari Ab Aindah Media Ko Badnaam Nahi Karna Lolzz..
Media......wo to already baadnaam he.![]()
chill guyz mai ko maaf kardain...maine baad naam cheez ko or baad naam kardala..
media yehi sub dekha thi hai tv per or yeh serf tafreeh k liye so chill guyz...![]()
Lolzzzz ... Bus Kar Jao Pari AbI Got Yaaa Now
_
okkkkkk....
ab pari ko koi kuch na kahay..is liya k jo us nay aap sub ko samjhana chaha wo aap longo ne nahi samjha...dont worry...
dekhain muhtarm ne theek kaha..is k ilawa sub ne wrong .
.aap kia samajtay hain media ne bachon ko nahi bigara..hairat hai shayad aap log is dunya main nahi rehtay chalo ye bacha 2 saal tak ka hai lakin 3 aur is se above ko bhi itni aqal agai hai k wo tv par anay waali ulteeseedhi bataon k baray main sawaal kar bethtay hain jin ka samjhana parents k liya mumkin nahi to ye parents apnay bachon ko sub kuch kyun dekhatay hain is liya k wo khud bethay dekh rahay hain..mujay yaad hai bachpan main hamaray ghar main koi film chalti thi to us main anay waala thora bura seen bhi bohat bara lagta tha aur hamaray parents channel change kar detay thay lakin aaj kal jo sub log beth saath mil kar dekh laitay hain wo intihai vulgur hai it means adat jo hogai...
yehan ye pic dikha kar bachay ko gunagaar sabit nahi kia jaraha sirf us ka effect bataya jaraha hai...aap nay aaj kal k cartoon nahi dekhay kia cartoon aisay honay chaheya?...jin ko dekh kar sharam aye...to phir bachon ka kia qusoor..
i hope ab samaj aya hoga nahi to aur samjha doongi![]()
thx ss... abh jin ko nahi samaj ara to us ka matlub k woh yeh baat samaj na hi nahi chatha:P
Bookmarks