Ye nawaqif logon seisiliye mei guftagu karna nahi chahti Yehi to asal wajha hai ajkal ki nayi nasl apne apko bht hi aalaaa o arfaa samjhti hai Koi baat samjhne ki salahiyat hi nahi aur apne aapko aaala taleemyafta kahte hain..Laholewalaaaaaaa
Ji nai koi zarurat nahi hai.... Hatooooo paray Mujhme abhi b itti taqat hai k Olympics me part le sakun
kahi ap wo to nai jinhu ne mere uncle per apna jadu chalaya hai? ab to wo tnakli dant lagwana chahte hain ap ko dekh ker or to or balo me kala kola bhi
Bbua ap to bare nalayek ho...Ek umarraseeda pardadar khatoon par ilzaam lagate hue zara b khayal nahi aya{}{4rt5 ...Bare hi munh phat ho..huhhh
khala g naraz to na ho werna khaloo meri gher me entry badn ekrwadenge ek bat bata khala u, u deewaro per shair kyu likhto ho? kya silsila hai ye?
Assalamo alaikum bohot bohot hi zabardast bhai jan dil chhu gaiy aapki shayari masha'ALLAH lajawab . . .