کیا اللہ کے سوا کوئی اور مشکل حل کرنے پر قادر ہے

  • Work-from-home

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Yeh thread laga ne ki kia zarrorat hai. Har musalman Allah ko madad kusha samjhta hai. Jo musalman gumrah hain woh yahan is forum pr nhi milengy appko tableeg karni hai to sare duniyavi asaishen sab chor kar iun logon ko dhondhen jo shirq mai mubtalah hain aur unki rehnumai karen jis tarhan hamare uliya karam aur buzurg gan e deen ne kia . net par beth kar apna waqat zaya na karen. Ammli zindagi mai islam ki khidmat karen.:)
 
lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913

salam. kia hum internet per tablegh nahin ker saktay. kia khiyal hai aap ka.

mera khiyal to hai keh hum herr jiga tablegh ker saktay haian lakin quran aur sahih ahadees ki.

kia yahan islam forum per sab waqt zaiah ker rahay haian.
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
salam. kia hum internet per tablegh nahin ker saktay. kia khiyal hai aap ka.

mera khiyal to hai keh hum herr jiga tablegh ker saktay haian lakin quran aur sahih ahadees ki.

kia yahan islam forum per sab waqt zaiah ker rahay haian.
Kia aappko yakeen hai k ap pori study karne k bad tableeg karte hain. ?
Dosri bat yeh k yahan maine appki ek do threads k illawah koi aesi thread nhi dekhi jis main appne firqon ko disscuss na kia ho.
likh likh kar app sirf firqa parasti phelate hain aur kuch nhi.
Teesri bat yeh k thread appne ghalat jagah parpost ki hai. Yahan sab musalman hain koi non muslim nhi hai agar appko yeh thread banai hai to ksi aese forum ko choose karen jahan non muslims hon agar woh rah e haq par ajain to appki mehnat safal hojaygi otherwise yahan yeh sab post karke sirf appko likes aur jazak allah he milega woh bhi appke firqe se related logon se.
Appki threads ko report karne se b kuch hasil nhi hoga bcoz admins are supporting ur firqa. So carry on. Sirf ek advice di thi app na maane to koi bat nhi. Appki sarzish to karni he nhi kisi ne. Go on:) please u r doing a gud job.;) and admins also in thier way;)
 
  • Like
Reactions: azad_kashmir

Aunty_Bilqees

Banned
Oct 12, 2012
1,535
1,379
113
mashallah bohat acha topic hai. aksr log Ali r.a se madad mangtay hain aksr log Hazoor (Saw) se madad mangtay hain. Aksr log walion se madad mangtay hian. Sab ghalt hai madad sirf Allah se mangni chahe. :)
 
  • Like
Reactions: *Muslim* and DuFFer

azad_kashmir

Newbie
Oct 30, 2012
8
0
1
Bahrain
es thread ka mein 1 he jwab 2un ga k iblees(shetan) mardood ho kr Olad-e-Aadum k jism mein khoon ki traha gardish krta hy, jis ko Allah ne Qayamat tk Akhteyar de rakha hy tou Allah k Mehboob Hazoor A.S oR Allah k Oliya(dost) k ey akhteyrat or ilm ki kya hadd hogi, agr 1 shetan(akela)mardood ho kr Allah ke ata kiye huay Akhteyar se Puri dunia k lakhon musalmanu se gunah krwa skta hy, Tou Hazoor AS Or Oliya-e-Ikram k akhteyrat or ilm k munkir q ho aap log??? tell me[DOUBLEPOST=1352232150][/DOUBLEPOST]!>shetan dunia ki sari zubane'n ki traha janta hy?? 2>shetan 1 lamhey mein Lakhon logon k dilon mein shetani waswsa kesy dalta hy, jis ki wajha se log gunahgar hotey hein??ya woh bhi qataar bnta hy?? 3>shetan sota hy k nhi? ya hr waqt jagta rehta hy? agr sota hy tou humarey pas bhi list honi chaiye (soney k time tabel ki) ta hum waswasu se bch kr apni ebadat kr sken. 4> agr 1 admi ka galla bndh hy or wo bol nhi skta tou shetan us ke dil ka haal kesy jaan leta hy? tell me??/[DOUBLEPOST=1352232452][/DOUBLEPOST]kesy log ho aap yarr, Allah Ta'ala ko ''Sakhi'' bhi mantey ho or ye bhi kehtey ho k Allah kisi ko kuch ata nhi kta!!! Shah Ismail Dehlvi ki kitaab Sirat-e-Mustqeem bhi meney parhi hy, Page no 118. achi traha janta hoon aap logon ko..[DOUBLEPOST=1352232951][/DOUBLEPOST]Agr Allah ne munkir(shetan) ko qayamat tk itne Akhteyarat dey(ataa) rakhey hein tou phir Allah ne Apne Mehboob( Sayyadul Anmbiya A.S) kya kuch ataa kia hoga!!! hum soch bhi nhi sktey!!
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
es thread ka mein 1 he jwab 2un ga k iblees(shetan) mardood ho kr Olad-e-Aadum k jism mein khoon ki traha gardish krta hy, jis ko Allah ne Qayamat tk Akhteyar de rakha hy tou Allah k Mehboob Hazoor A.S oR Allah k Oliya(dost) k ey akhteyrat or ilm ki kya hadd hogi, agr 1 shetan(akela)mardood ho kr Allah ke ata kiye huay Akhteyar se Puri dunia k lakhon musalmanu se gunah krwa skta hy, Tou Hazoor AS Or Oliya-e-Ikram k akhteyrat or ilm k munkir q ho aap log??? tell me[DOUBLEPOST=1352232150][/DOUBLEPOST]!>shetan dunia ki sari zubane'n ki traha janta hy?? 2>shetan 1 lamhey mein Lakhon logon k dilon mein shetani waswsa kesy dalta hy, jis ki wajha se log gunahgar hotey hein??ya woh bhi qataar bnta hy?? 3>shetan sota hy k nhi? ya hr waqt jagta rehta hy? agr sota hy tou humarey pas bhi list honi chaiye (soney k time tabel ki) ta hum waswasu se bch kr apni ebadat kr sken. 4> agr 1 admi ka galla bndh hy or wo bol nhi skta tou shetan us ke dil ka haal kesy jaan leta hy? tell me??/
Mohtaram @azad_kashmir aapko mein pehle hi jawab dena chah raha tha
lekin sahi mauqa ab mila hai so aapko mein kehna chahunga ke
Shetan humen wahan se dekh sakta hai jahan se use hum nahin dekh sakte
ye QURAN se sabit hai
doosri baat sheitan ka ehl e ins ke dil me waswasa daalna bhi QURAN se sabit hai
ab aap ka nuqta hai AULIYA ALLAH jab qabaron mein chale jaate hain to hum
unse duaayen maangne ko ghalat kyun bolte hain

to aap se pehle sawal karunga ke ALLAH ke kis Wali ne kaha mujh se duaayen maango
mein qabar me jaane ke baad hajatrawan banunga ??
kya Abdul Qadir Jilani r.a ke kisi kitab se unka naam Ghous e Azam sabit hai ??
kya Lal Qalandar r.a ne kaha tha mujhe Lal se lajpaal kar do ??

ya ye mushrikana zehnon ke diye gaye naam hain ??

aaiye aapko aapke Tahir ul Qadri Barelvi Hanaffi ki tarjuma karda QURAN SHAREEF
IRFAN UL QURAAN se ye saabit karke bata dein ke dua sirf ALLAH se maangni chaahiye

Note:Mandija zail tamaam tarajim e ayaat Irfanul Quran se peish kiye ja rahe hain
GHAIRULLAH madadgaar,karsaaz hajat rawan ??|IRFAN UL QURAN|
Beshak ALLAH un kaamon se khabardar hai
jo tum anjam dete ho aur ALLAH per bharosa
rakhiye aur ALLAH hi karsaaz kaafi hai
Surat al Ahzab ayat#2-3
Aur agar ALLAH tujhe koi takleef
pohnchaye to us(ALLAH)ke siwa
use koi door karne waala nahin
Quran surat al Ana'am ayat#17
ALLAH hi hai jisne asmanon aur zameen ko
aur jo kuch inke darmyan hai 6 dino me
peda farmaya phir arsh per qaiym huwa
tumhare use chorh kar na koi karsaz hai aur na
koi sifarishi so kya tum nasihat qabul
nahin karte
Quran surat al Sajda ayat#4
aur aapka RAB hidayat karne aur madad farmaane ke liye kaafi hai
Quran surat al Furqan,ayat#31
Aur jo shaqhs ALLAH per tawaqqal karta hai
to woh(ALLAH)use kaafi hai
Quran surat al Talaq,ayat#3
Aur ALLAH ki bargah se madad ke ilaawa koi(aur)madad nahin
Quran surat al Anfaal,ayat#10
(Yehi)tumhare baap Ibrahim ka deen hai us(ALLAH)ne tumhara naam
musalmaan rakha hai isse pehle(ki kitabon mein)aur is(Quran)me bhi
taake yeh Rasool(saww)tum per gawah ho jaayen aur tum bani nooh e insan
per gawaah ho jaao pas tum namaz qaiym kiya karo aur namaz ada kiya karo
aur ALLAH(ke daman)ko mazbooti se thaame rakho WAHI tumhara madadgar hai
pas wo kitna achha karsaaz aur kitna achha madadgaar hai
Quran surat al Hajj ayat#78
Aur ALLAH tumhare dushmanon ko khoob jaanta hai
aur ALLAH karsaaz kaafi hai aur ALLAH madadgaar kaafi hai
Quran surat al Nisa,ayat#45
Farmaiye mujhe ALLAH kaafi hai aur
us HI per tawaqqal karne wale bharosa rakhte hain
Quran surat al Zamar,ayat#38
Ab Tahir Ul Qadri Sahab ki tarjuma karda QURAN shareef se
ye saabit hai ke ALLAH karsaaz kaafi hai madadgaar kaafi hai
aur tawaqqal waalon ko ALLAH hi per bharosa karna chaahiye
mazeed yeh bhi ke ALLAH ki bargah se madad ke siwa
koi aur madad nahin hai to ab aap kya jawaab doge is per ??
aapke jawaab ka betaabi se muntazir
aapka eik MUSALMAAN bhai
SAIF ALI_CHIRAGH_A MUSLIM
Note:mene is post mein Tahir ul Qadri per tanqeed nahin ki balke sirf aur sirf​
unhen barelvi kaha jo ke wo hain :s aur unke tarjuma karda QURAN ke​
ayaat peish kiye jisme koi buraiy nahin mere khayal se​
 
lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913
نیک اعمال ہی قرب خداوندی اور نجات اخروی کا وسیلہ ہیں۔
نبی کریم ﷺ نے اپنی بیٹی فاطمہ ؓ اور اپنی پھوپھی صفیہ ؓ کو فرمایا تھا ۔
یَا فَاطِمَۃُ بِنْتُ مُحَمَّدٍ وَ یَا صَفِیَّۃٌ عَمَّۃٌ رَسُوْلِ اﷲِ اِعْمَلاَ لِمَا عِنْدَ اﷲِ فَاِنِّیْ لاَ اُغْنِیْ عَنْکُمَا مِنَ اﷲِ شَیْئًا
(طبقات ابن سعد )
اے میری بیٹی فاطمہ ؓ اور میری پھوپھی صفیہؓ ! اللہ ہاں کام آنے والے عمل کرو میں اللہ کے پاس تمہارے کچھ کام نہ آؤں گا ۔
جب حضرت نبی خاتم النبین ﷺ نے اپنی پیاری بیٹی حضرت فاطمۃ الزہرا رضی اللہ عنہا اور اپنی پھوپھی حضرت صفیہ رضی اللہ عنہا کو واضح الفاظ میں متنبہہ کر دیا اچھے اعمال کے بغیر نجات ناممکن ہے تو ہمیں عمل کرنے کی فکر کرنی چاہیئے ۔
؎ عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی
یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے
 
azad_kashmir

Newbie
Oct 30, 2012
8
0
1
Bahrain
mein maaz Allah, Shetan ko Alaah k sath compare krney ka soch bhi nhi skta, meney tou aap k e sawalaat ko jwab diye hein, meieny ye pucha hy k shetan ye sb kuch kesy kr leta hy?? 4 swalat mein se 1 ka jwab bhi nhi diya, ulta mujh se he swalat kr liye wah bhai wah,,
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Mohtaram @azad_kashmir aapko mein pehle hi jawab dena chah raha tha
lekin sahi mauqa ab mila hai so aapko mein kehna chahunga ke
Shetan humen wahan se dekh sakta hai jahan se use hum nahin dekh sakte
ye QURAN se sabit hai
doosri baat sheitan ka ehl e ins ke dil me waswasa daalna bhi QURAN se sabit hai
ab aap ka nuqta hai AULIYA ALLAH jab qabaron mein chale jaate hain to hum
unse duaayen maangne ko ghalat kyun bolte hain

to aap se pehle sawal karunga ke ALLAH ke kis Wali ne kaha mujh se duaayen maango
mein qabar me jaane ke baad hajatrawan banunga ??
kya Abdul Qadir Jilani r.a ke kisi kitab se unka naam Ghous e Azam sabit hai ??
kya Lal Qalandar r.a ne kaha tha mujhe Lal se lajpaal kar do ??

ya ye mushrikana zehnon ke diye gaye naam hain ??

aaiye aapko aapke Tahir ul Qadri Barelvi Hanaffi ki tarjuma karda QURAN SHAREEF
IRFAN UL QURAAN se ye saabit karke bata dein ke dua sirf ALLAH se maangni chaahiye

Note:Mandija zail tamaam tarajim e ayaat Irfanul Quran se peish kiye ja rahe hain
GHAIRULLAH madadgaar,karsaaz hajat rawan ??|IRFAN UL QURAN|
Beshak ALLAH un kaamon se khabardar hai
jo tum anjam dete ho aur ALLAH per bharosa
rakhiye aur ALLAH hi karsaaz kaafi hai
Surat al Ahzab ayat#2-3
Aur agar ALLAH tujhe koi takleef
pohnchaye to us(ALLAH)ke siwa
use koi door karne waala nahin
Quran surat al Ana'am ayat#17
ALLAH hi hai jisne asmanon aur zameen ko
aur jo kuch inke darmyan hai 6 dino me
peda farmaya phir arsh per qaiym huwa
tumhare use chorh kar na koi karsaz hai aur na
koi sifarishi so kya tum nasihat qabul
nahin karte
Quran surat al Sajda ayat#4
aur aapka RAB hidayat karne aur madad farmaane ke liye kaafi hai
Quran surat al Furqan,ayat#31
Aur jo shaqhs ALLAH per tawaqqal karta hai
to woh(ALLAH)use kaafi hai
Quran surat al Talaq,ayat#3
Aur ALLAH ki bargah se madad ke ilaawa koi(aur)madad nahin
Quran surat al Anfaal,ayat#10
(Yehi)tumhare baap Ibrahim ka deen hai us(ALLAH)ne tumhara naam
musalmaan rakha hai isse pehle(ki kitabon mein)aur is(Quran)me bhi
taake yeh Rasool(saww)tum per gawah ho jaayen aur tum bani nooh e insan
per gawaah ho jaao pas tum namaz qaiym kiya karo aur namaz ada kiya karo
aur ALLAH(ke daman)ko mazbooti se thaame rakho WAHI tumhara madadgar hai
pas wo kitna achha karsaaz aur kitna achha madadgaar hai
Quran surat al Hajj ayat#78
Aur ALLAH tumhare dushmanon ko khoob jaanta hai
aur ALLAH karsaaz kaafi hai aur ALLAH madadgaar kaafi hai
Quran surat al Nisa,ayat#45
Farmaiye mujhe ALLAH kaafi hai aur
us HI per tawaqqal karne wale bharosa rakhte hain
Quran surat al Zamar,ayat#38
Ab Tahir Ul Qadri Sahab ki tarjuma karda QURAN shareef se
ye saabit hai ke ALLAH karsaaz kaafi hai madadgaar kaafi hai
aur tawaqqal waalon ko ALLAH hi per bharosa karna chaahiye
mazeed yeh bhi ke ALLAH ki bargah se madad ke siwa
koi aur madad nahin hai to ab aap kya jawaab doge is per ??
aapke jawaab ka betaabi se muntazir
aapka eik MUSALMAAN bhai
SAIF ALI_CHIRAGH_A MUSLIM
Note:mene is post mein Tahir ul Qadri per tanqeed nahin ki balke sirf aur sirf​
unhen barelvi kaha jo ke wo hain :s aur unke tarjuma karda QURAN ke​
ayaat peish kiye jisme koi buraiy nahin mere khayal se​
Well done another conflicted post by you. Carry on barevli hanfi bas yahi islam hai claps for u
 
azad_kashmir

Newbie
Oct 30, 2012
8
0
1
Bahrain
yehi tou mein pooch rha hoon k shetan Allah ka dushman ho kr Puri dunia k lakhon logon ko 1 he waqt mein kesy dekh leta hy??/ tell me
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Well done another conflicted post by you. Carry on barevli hanfi bas yahi islam hai claps for u
Oops :s you are ryte silent soul
sirf ye ISLAM nahin @Silent Soul lekin aison ko kam az kam itna tak to
bata dena chaahiye ke yeh theek se MUSALMAAN ho jaayen hatta ke shirk se to
baahir aa jaayen baqi agar meri post firqa warana thi ya lagi to sorry
 
  • Like
Reactions: i love sahabah

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
es thread ka mein 1 he jwab 2un ga k iblees(shetan) mardood ho kr Olad-e-Aadum k jism mein khoon ki traha gardish krta hy, jis ko Allah ne Qayamat tk Akhteyar de rakha hy tou Allah k Mehboob Hazoor A.S oR Allah k Oliya(dost) k ey akhteyrat or ilm ki kya hadd hogi, agr 1 shetan(akela)mardood ho kr Allah ke ata kiye huay Akhteyar se Puri dunia k lakhon musalmanu se gunah krwa skta hy, Tou Hazoor AS Or Oliya-e-Ikram k akhteyrat or ilm k munkir q ho aap log??? tell me[DOUBLEPOST=1352232150][/DOUBLEPOST]!>shetan dunia ki sari zubane'n ki traha janta hy?? 2>shetan 1 lamhey mein Lakhon logon k dilon mein shetani waswsa kesy dalta hy, jis ki wajha se log gunahgar hotey hein??ya woh bhi qataar bnta hy?? 3>shetan sota hy k nhi? ya hr waqt jagta rehta hy? agr sota hy tou humarey pas bhi list honi chaiye (soney k time tabel ki) ta hum waswasu se bch kr apni ebadat kr sken. 4> agr 1 admi ka galla bndh hy or wo bol nhi skta tou shetan us ke dil ka haal kesy jaan leta hy? tell me??/[DOUBLEPOST=1352232452][/DOUBLEPOST]kesy log ho aap yarr, Allah Ta'ala ko ''Sakhi'' bhi mantey ho or ye bhi kehtey ho k Allah kisi ko kuch ata nhi kta!!! Shah Ismail Dehlvi ki kitaab Sirat-e-Mustqeem bhi meney parhi hy, Page no 118. achi traha janta hoon aap logon ko..[DOUBLEPOST=1352232951][/DOUBLEPOST]Agr Allah ne munkir(shetan) ko qayamat tk itne Akhteyarat dey(ataa) rakhey hein tou phir Allah ne Apne Mehboob( Sayyadul Anmbiya A.S) kya kuch ataa kia hoga!!! hum soch bhi nhi sktey!!
waah shaitan ke amal se shaitan ko die gaye ikhtiyarat se ap Allah ke rasul alayhisalam aur aulia ko compare kar rahe ho ab,
waah reh khabar parasti itji jihalat
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Oops :s you are ryte silent soul
sirf ye ISLAM nahin @Silent Soul lekin aison ko kam az kam itna tak to
bata dena chaahiye ke yeh theek se MUSALMAAN ho jaayen hatta ke shirk se to
baahir aa jaayen baqi agar meri post firqa warana thi ya lagi to sorry
Appke yahan likh lijh kar batane se kia hoga?
Agar appko inki kisi post mai shirk dikh raha hai to admin ko report katen.
Jo appne samjhane ka tareeqa apnaya kia woh sahi tha? Agar app samjhana chahte hain to bager firqe k sirf ahadees aue quran se samjhayn. Kia nabiyun ne tuheed ki taraf is tarhan bulaya tha jis tarhan yahan kia jaraha hai? Kia oliya Allah ne subaten utha kar islam is tarhan phelaya tha?
App pak main aur khi mai rehte hain. App nhi jante yahan kasht o khoon ka bazar garam hai kisi ki qabar parast to kisi ko shiya keh kar masjidon k samne to kabhi buses se utar kar line mai laga kar gulion se bhoona jaraha hai. Bahar walon ne to apne mulk mai ek parinday ko b aese marte na dekha hoga jese hum logon ko marte dekhte hain kam az kam app to kuch khayal karlen kia yeb waqat in sab baton ka hai?
Fahad ne dosri thread mai quran aur hadees se bat samjhane ki koshish ki hai app b aesa he karen.[DOUBLEPOST=1352276706][/DOUBLEPOST]aur yeh thread ek firqe ke alim mulana siraj ul haq ki book se iktebas lekar banai gai hai. Isi threads ko avoid karen jahan appko pata ho k yeh ksi firqe se related hai thanks
 
  • Like
Reactions: i love sahabah

zoonia

TM Star
Jul 1, 2012
1,216
1,073
163
jehan tak mujhay pata hai hum Allah k siwa kisi say dua nai kr sktay han naik logon k wseelay ya sadqay say Allah say talab kiya ja skta hai ....chiragh jazakAllah nice post
 
Top