aoa mujhe puchna hai k khuaab me bomb blast dekhna kesa hai aur kafi dafa dekha jae yani khuaab to farak ho lakin ho blast hi lakin dekhne wal hamesha bach jata hai khuaab me .. to lagataar aik hi cheez k mutalik khuaab dekhna ka kya matlab ?