Asalam O Alikum
How are you .. ??
Aj mein koi topic le kar nahi aya bas sawal le kar aya hun ap log kay pass aj mujhe yeh janna hai ALLAH kay fazal o karam say ALLAH nay taufeeq di kay ap sab ko ALLAH or Rasool S.A.W ki batein sunai ab mein yeh janna chahta hon kay itne logo nay parha is ko to kitno nay is ko apnaya ?? kitno ki zindagi mein kuch change aya ?? mein yeh nahi chahta kay meri tareef ho mera dard sunu meri batein nahi to mein janna chahta hon kitno nay meri baton ko apnane ki koshish ki kamyab hua ? kitno ki zindagi mein thora bhi change aya to mein chahta hon kay us kay dil mein ALLAH ki mohabbat kitni ae ktina maza aya sab ko batae.. ?? to please app sab zarur batayegaa bhale kuch bhi ho karwa bhi ho par sach hi boliyega...