arre ni dear pic upload ni hoty
koi baat nhi sissoo ..Dress hi to dekhna hai share ker dien
arre ni dear pic upload ni hoty
main aaj apna sara hua dress share kar duungi
is se choti pics nai mili thi...
ab tak 3 girls ne apnay dresses share kie hain.. but boyz ki taraf se no sharing
don hain na..still ho ga huhrr esa karen k aaj hi contest ki last date rakh len, fir dekhna sab kinna jaldi sharing karenge
don hain na..